Is post me ham bat karenge ki kaise ham kisi vulneable website kaise hack kare dos attack karke kali linux me mono devlop use karke ham kisi website ke pure database ko shutdown kar sakte hai aage batane se pahle ye bata du ki iss trick ko use karke jab ham kisi website ko shutdown karenge to oss website ko itna nuksaan hoga ki website ka owner apne website ko repair karne me bahut time lagega or agar website owner ke pass oske website ka database nahi hoga to wo apne website ko repair nahi kar payega to mai aapse yahi request karunga ki iska use kisi illigal kam ke liye na kare bas apne knowladge ke liye kisi local website pe isko try kar lijiyega or website kaise hack kare iske bare me v aapko pata chal jayega.
DOS-ATTACK-KYA-HAI
Dos attack ek hacking tool hai jisse ham kisi v vulnearble website ya kisi server system ko shutdown kar sakte hai jiske baad oska owner isko access nahi kar payega dos attack network access ke throgh work karta hai jab ye kisi http request ko access karleta hai fir yah osko shut down karna suru kar deta hai or ye eventually force apply karne lagta hai oss server par taki ye osko shut down kar sake bahut sare aise program hai jinki madad se ham Dos attack ko use kar sakte hai but yaha pe ham loic program ka use karne ja rahe hai website kaise hack kare dos attack se to iss sawal ka jawab v aapko yaha mil jayega.
REQUERMENTS-KYA-KYA-HAI-DOS-ATTACK-KARNE-KE-LIYE
Kali linux: Aapke Computer me Kali linux installed hona chahiye Agar aapke computer me kali linux nahi hai to aap hamara pichla post padhe isko hamne pichle post me achi tarah samjha diya tha ki isko kaise install karte hai ye hamara sixth step wala post hai aap baki ke post ko ache se padh le.
Monodevelop : isko ham loic program ko chalane ke liye use karte hai isko aap niche di gyi link se download kar sakte hai.
Website Kaise Hack Kare Dos Attack Karke Step By Step ?
Step 1.
Ab aap apne kali linux me se terminal ko open kare or niche di gyi command ko follow karke type kare.
root@seven:~# apt-get install git-core monodevelop
Step 2.
Ab hamko ek separate location ki jarurat padegi jaha pe ham loic application ko store kar sake.
root@seven:~# mkdir loic
Step 3.
ab aapna location ko loic me change karde.
root@seven:~# cd loic
Step 4.
Ab hamko Loic Application ko download karna hai iske liye iss command ka use kare
root@seven:~/loic# wget
Step 5.
Ab hamko loic.sh ka file banana hai taki isko ek direction mil sake
root@seven:~/loic# chmod 777 loic.sh
Step 6.
ab hamara loic.sh file ban gaya hai ab hamko isse apne terminal yani kali linux me install karna hai iske liye iss command ko type kare.
root@seven:~/loic# ./loic.sh install
Step 7.
Ab hamko loic.sh file ko update karna padega aisa isliye taki ye aage chalke error show na kare
root@seven:~/loic# ./loic.sh
Step 8.
Ab hamko Mono develop gmcs compiler ko install karna hai jisse ham doss attack ko use kar sake
root@seven:~/loic# apt-get install mono-gmcs
Step 9.
Ab ham puri tarah se taiyar hai loic GUI ko se Dos attack ko chalane ke liye
root@seven:~/loic# ./loic.sh run
Step 10.
Ab ham niche picture me dekh sakte hai ki loic interface kaise dikh raha hai yah otna hard v nahi hai eassy hai or yaha pe thoda bahut kuch changing karne ki jarurat hai oske baad bas hamko apne target ko set karna hai or database ko shut-down karna hai
Step 11
bhamko apne target ko set karna hai oske baad Dos attack os website pe apna kam karna suru kardega isko test karne ke liye mera matlab agar aap ye pahli bar try kar rahe hai to mai suggess karunga ki aap apna ek khud ka new website banaye or ospe ye try kare oske baad aap dure kisi ke website pe try kijiyega target dalne ke baad agar iss box me ip address show ho raha hai to aap puri tarah se taiyar hai attack karne ke liye .
Step 12
ab apna target dalne ke baad lock on pe click karde.
Step 13
Ab hamko yaha attack options ko set karna padega jaha pe RENDOM CHAR likha hai oss box ko trick karde
Step 14
Ab aap apna attack method change karke UDP karde or THREADS ko change karke 70 karde or agar TCP Pe trick karne pe ye stop working likhe to aap UDP pe trick karke isko use kre.
Step 15
Ab aapka sara kam ho chuka hai ab aapko bas IMMA CHARGIN MAH LAZER button pe click karna hai
Step 16
bas aapka sara kam hogya hai aapka target website shutdown ho chuka hai ab aap oss url ko browser me open karke check kar sakte hai oska database shutdown hogya hoga .
Final Words .
website kaise hack kare dos attack karke Post to puri complete hogyi but yaha pe mai post ka ek chota sa review dedeta hu iss trick me hamne website ke data ko shutdown karne ka trick bataya hai or isko use karne ke liye aapko kali linux ki jarurat padegi or fir aapko mono devlop application ko download karna padega kyoki kali linux bas oparate karne le liye use hota hai jab ham dos attack karte hai website pe to ye hame bahut h aasan kardeta hai server shutdown karne me iske liye aapko loic ko terminal ki madad se hame loic file ko install karna hai loic ko kisi location pe rakhna hai or fir osko command deke install karna hai ab aapko mono devlop application ki madad se database ko shutdown karenge ummid hai aap logo ko ye website kaise hack kare dos attack karke post pasand aaya hoga.
- Website Me Https Ko Kaise Set Kare Or Iske Fayde Kya Kya Hai
- Website Ke Menu Bar Ko Kaise Edit Kare Attractive Look Ke Liye
agar aapko koi step samjh me nahi aarha hai to aap hame comment kar sakte hai ya fir hamse contact kar sakte hai ham aapki help karenge log hamse puchte the ki website kaise hack kare dos attack karke isliye hamne ye article likha taki un logo ko aasani se pata chal sake ki ham website kaise hack kare kali linux me simple se method ke jariye.
great article bahut he badiya post hai.
online game kaise hack kare uska time ya score
iske bare me maine article likhna suru kardiya hai aapko jald h notification mil jayega
[…] Website Kaise Hack Kare Dos Attack Karke Full Guid In Hindi […]
Good post bro
Very nice
sir it is very helpful post
Great post aapne share kiye hain.
Thanks for sharing this useful post..
[…] D Doss Attack Kya hai or isse website kaise hack kare ? […]